Teri Judai Mein | Hukam Ali | Official Music Video
Teri Judai Mein Song Lyrics:
Ek pal bhi ho na tu juda,
khawabe wehshat me hu lapata,
chaahi ha mujh py bekhudi,
waqt aey akhir me hun lapata,
teri judai me mili khudai,
askhon sey mili rehai,
teri aahaat ka hai tufan,
tu ha kahaaan,
sanson ne phir di ha duhaai,
teri khaatir umar gawai,
teri khatir huwa lamakaan,
dhundu tujh ko kahaan , hamnava
tu btaa, teri raah py khara, tu juda, tu juda
sun ly meri sadaa, aa bhi jaaa, naa sataaa
kesi ha ye saza na tu mila na khuda,
tanhaa ha rateen kun,
tanhaa ha kun samaa,
saaye ne bhi saath ha chora ,
tanhai sey aesay jorra,
aesy jiya hu jesy sazaa
tu ha judda
umedon ki bazi harey
chorr gya tu kis ky sahaary
ankhon ne phir ki hai khataa,
Zulfoon ki chaahi ki ghata,
barsatoon ki thi intihaa,
tujh ko me paalun thi dua,
sajdey me jo tha me girra,
teri judai me mili khudai,
askhon sey mili rehai,
teri aahaat ka hai tufan,
tu ha kahaaan,
sanson ne phir di ha duhaai,
teri khaatir umar gawai,
teri khatir huwa lamakaan,
*******************************************************************************************************************************
******** keep Visit daily on our blog http://shayariefarman.blogspot.com for latest updates about the shayaries and songs....
Thanks!
TAGS: #new songs # teri judai mein # love song #romantic vibes #jai ojha #pyar lafzon me kahan, comings soon

Post a Comment